Khwaab ki Tabeer

Q: Mein ne khwab dekha keh meri maa aur waha pe koi aur aurat b thi jo mujse pani mang rahi ti to mein pani ek dekhche mein lata ho aur dekhche ka cover hata ta to usme glass hota hain aur mein ne ais dawran news paper b dekha jo glass se chemta huwa ta to mein ek glass pani ka us aurat ko deta ho to woh peli ti hain.

bismillah.jpg

A: Ye khwaab khidmat ki taraf ishaarah he. Aap ku chahia ke maa baap owr rishtidaaro ki khidmat kiya kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Category: