Ghusl-e-janaabat me kaan ke ander masah karna

Q: Ghusl-e-janaabat me kaan ke andar aur baher ka masah kafi he? Kaan ke andar aur baher ke hisse ka sirf masah karne se kiya ghusal hojaye ga ya andar aur baher ke hisse pe paani bahaana zaroori he? 

A: Ghusl-e-janaabat me poori jism ka dhona dharoori he. Masah faqat wudhu me sunnat he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)