Tadfeen ke baad qabrastan me kiya amal karna chahiye?

Q: Murde ki tadfeen ke baad qabrastan me kiya amal karna chahiye? Aur ghar aa kar kitne din aur kiya karna chahiye? 

A: Uske haq me dua-e-maghfirat kare aur Khuda se maange ke unke marne ke bad ke tamaam maraahil Allah asaan aur kaamiyaab farmaaye.

Uske bad koi khaas sunnat to he nahi. Baaqi maut ibrat ki cheez he. Us se ibrat leni chaahiye.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)