Murdah murgi se kiya kare?

Q: Kuch din pehle me 9 murgia (chicken) le kar aaya tha apne ghra, jin me sa ek murgi aaj flu ki wajah sa margai.

1. Ab aap mujhe yeh bataye ke murgi ka mar jana sadaqe ma aata he ya nahi?

2. Kiya me is ko dafan kar du ya kaat kar doosre jaanwar jaise cheel ya kawun ko khila du?

A:

1. Uske oopar sabar aur Khuda ke hukm ki shikaayat na karna ye bara thawaab ki cheez he.

2. Usko dafan karde.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)