Choti beti se hurmat-e-musaaharah

Q: Mene ek dafa bayan me sunna tha ke agar beti baaligh hojaye aur baap ko pyaaar karte hoye ghalti se bhi agar shehwat aajaye to us k liye us ki biwi hamesha ke liye haraam hojaati he.

Me poochna chahta agar beti baaligh na ho aur khuda na kare baap ko shehwat aajaye beti ko pyaar karte hoye to tab bhi yahi hukam he kiya ?

A: Agar bethi itni choti ho ke in baato ki khwahish na ho to haraam nahi hogi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Category: