Q: Hume kisi mahram ke bare me bure khiyalaat aate ho. Hum khud se nahi laate, naturally aate he aur control karne ki bohot koshish ki ho nahi hote ho. Ek hi ghar me rehne ki wajah se hume unhe touch bhi karna parta he majburi me lekin dil nahi karta touch karne ka toh mujhe ye puchna he ki touch karte waqt khiyaal aa jaye aur body me thoda feel ho khiyaal ki wajah se aur dar se bhi kyunki khiyaal ki wajah se touch karne me dar lagta hu but koi lust ki feelings nahi ho na kabhi dil me uske liye aisa kuch ho to kiya thoughts ki wajah se hurmat establish hogi ya nahi? Tauba ki surat bataye or khyalo se kaise bache ye bhi bataye.
A: Har giz touch na kare. Kisee soorat me ayse mahram ko touch karna haraam he chaahe khiyalaat aate ho, na usko chehra me dekhe na kisee tarah ki be-takallufi kare.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: