Kiya aurat ki aawaaz pardah hai?

س: کیا عورت کی آواز کا بھی پردہ ہے۔؟ کیا عورت دین پھیلانے کی غرض سے فیسبک یا یوٹیوب پر بیان یا قرآن کریم کی تفسیر شیئر کر سکتی ہے آڈیو کی صورت میں ؟ 

A: Ye fardh to nahi. Albatta jaha fitnah ka andesha ho waha ihtiyaat karna chaahiye. (Maariful Quraan, vol. 6, p. 406).

Ye aurat ke masaail bare nazuk hote he. Aur ajnabi aurat ko paaband karna aur muskhkil he. Behtar yahi he jo barsa bars jo tareeqah aa raha he ke bayanaat aur taqreer mard sune aur sunaaye.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)