Published 4 years ago
Last updated 4 years ago
Q: Kiya aurat nikaah ke waqt talaaq dene ka haq le sakti hai? Me khula ki baat nahi kar rahi hu. Jis tarah mard ke paas hota hai talaq ka haq.
A: Agar shohar us ko talaaq dene ka haq dede, is tarah ke jab bhi wo chaahe, wo apne aap ko talaaq de sakti, to is soorat me us ko talaaq ha haq hoga.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by:
Checked & Approved: