Published 4 years ago
Last updated 4 years ago
Q: Kiya aqeeqa ke liye chota bakra jaiz hai ya nahi. Kyun ke mene Bukhari Shareef ki hadees me do jaanwar ki qurbani ya khoon bahana ka zikar he. To kiya aap bata sakta he ya bakra ko aqeeqa ke liya istimaal kar sakta he jo hum log sadaqa ke liya istimal karte he?
A: Aqeeqah ke saheeh hone keliye wahi sharaait he jo qurbaani ke he. To agar bakra ho to kam se kam eik saal ka hona chaahiye aur uske a`dhaa, aankh, kaan wa ghayra saheeh hona chaahiye.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: