Ladka aur ladki ke baat karne se to kya unki ibadat qabool hoti ha?

Q: Agar koi ladka aur ladki baat karte ho to kya unki ibadat qabool hoti ha?

A: Ye intihaai be-hayaai aur bad-tameezi ki baat he. Uski wajah se doosri ibaadat par asar parta he. Jis tarah se thawaab aur martabah milna chaahiye woh to nahi hoga. Agarche fareedhah ada hojayegi lekin be-rounaq.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)