Published 2 years ago
Last updated 2 years ago
Q: Nifas k 40 din mukamal honay k bad 15 din pora hony say pehlay pehlay jo khoon nazar aye uss ka kya hukam hai?
A: Agar aap ka nifaas poora chaalees din tha, aur nifaas katam hone ke bad, 15 din poora hone se pehle koon dobaara aaya, to ye koon istihaaza he. Ye haiz ka koon nahi he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by:
Checked & Approved: