Masjid me namaaz fout hojaye to ghar ma namaaz parhna ya masjid me akele?

Q: Agar aap jamaat ky sath namaaz na parh paye to aapko ghar mai namaaz parhni chahye ya masjid mai namaaz parhni chahye kyu ky aapki jamaat to ab miss hogye hai aur suna hai ky aapki jamaat jab miss hojae to aapko masjid mai ni parhni chahye aur kisi ko gawah ni banana chahye ky aapnai jamaat ky sath namaaz ni parhi ismai ghar parhni chahye ya masjid mai akele parh lain ya kisi dost ky sath hain to akhty jamaat karwa lain?

A: Agar aap Masjid ko us waqt pohonche jab Masjid ki jamaat puri ho gayi, to aap kisi ke saath masjid se bahar (sehn me) jamaat kare ya masjid me akela namaaz parhe.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)