Miqaat ke andar ihraam baandna

Q: Meri family Pakistan sy visit visa par jeddah ayi. Wahan 2 raat reh kar hum nai miqat se ihram banda aur umrah kia. Ab kuch log key rahy hain ke aap ke bhai par damm hogaya, aap ko damm dena parega. Rehnumayi farmaye.

A: Agar woh Pakistan se umrah ki niyyat se safar kiye, to unko chahiye tha ke woh miqaat par ihraam baandhe. Jab unho ne Jeddah me ihraam bandha, awr Jeddah Miqaat ke andar he, to un par damm waajib he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)