Sharamgah ke baal scissor se kaatna

Q: Mera sawal ye hai ke kya mein apni sharmgah ke baal scissor (kaichi) se kaat saktu hu? Ya unko blade wali machine se kaatna chahiye? Kya sharmgah ke baal kaichi se kaat karke chote karskte hai?

A: Dono jaaiz he leikin blade ka istimaal karna behtar he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)