Qadha me mahaz fardh aur witr ko adaa kya jaaye

Q: Allah pak or akhriat ka khoaf rakhtey hoye me 16 saal ki namazain kaza krna chahta hon. Asa nahe ha ke 16 saalon me koi namaz ada nahe ki leken aksar okaat namaz reh jati thi es waja se ehtiyat ke toar per mein mukaml 16 saal ki namazain Kaza krna chahh raha hon. Apse puchna tha ke ye tamam Kaza namazain تخفیف wale tareeky se ada krlain ya mukml namaz jase ada krte hain wese kaza krain? Mazeed ye bhi farmaiye ga ke kaza namaz uss din ki ada namaz se phle ya baad me parhni chahye?

A: Qadha me mahaz fardh aur witr ko adaa kya jaaye. Ye to zabardast takhfeef he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)