Published 11 years ago
Last updated 11 years ago
Q: Mera question hai k hum darood sharif parhte hain sallallahu alyhi wasallam jis main sall k lam par tashdeed bhi hoti hai or zabar bhi jis ko allahu k lam k sath mila kar parhte hain jo sal lal lahu banta hai lakin baz jaga sall k lam par sirf tashdeed hoti hai zabar nhi hoti to wahan sall ki tashdeed ko kaise parhien gay kya wahan bhi sall k lam ko allahu k lam k sath mila kar parhien gay ya sall ko alag or allahu ko alag parhien gay jaise sall allahu. Sall ki tashdeed ko zabar k bagair kaise parhien gay?
A: Likha huwa hona dharoori nahi. Jis durood shareef me aapko shubah ho us durood shareef ko likh kar bhej de.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: