Published 1 year ago
Last updated 1 year ago
س: ولیمہ کے بعد دوسرے دن شوہر بیوی کو طلاق دے تو اس کے لیے شرعی حکم کیا ہے؟ اور عدت کا کیا سلسلہ ہو گا؟
A: Agar suhbat huwi, to biwi ko iddat me bethna hoga. Biwi ki iddat teen haidh hogi agar wo haamila nahi he. Agar wo haamila he, to us ki iddat waz e hamal tak he. Agar suhbat nahi huwi leikin miya biwi khalwat-e-saheeha me rahe, tab bi us par iddat waajib hogi.
Khalwat-e-saheeha ye he ke miya biwi khalwat me bhethe us qadar waqt ke liye ke humbistari hosakti aur waha koi maani na ho humbistari se (maani jeysa haidh, ya koi aadmi kamre me mowjood ho).
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by:
Checked & Approved: