Q: Agr koi shakhs jiski shadi ni hui h wo ye kahe k agr mene ye question kisi Mufti sb se pucha to hurmat e musaharah sabit ho jayegi to kya agr wo shakhs ab us question ko puchta h to hurmat e musaharah sabit hojayegi?
Use ye bhi yad nahi k unse qasam khai thi k ye question ni puchunga agr pucha to hurmat e musaharah sabit hogi Ya bina qasam khaye aise hi bola k agr pucha to hurmat e musaharah sabit ho jayegi.
Dono hi soorto me bta dijiye agr qasam kha kr kahi ye bat ya bina kasam khaiye kahi ho to us ki shadi ke bad kisi tarah ki hurmat e musaharah sabit to ni hogi uske aur uski biwi ke bech
A: Question poochne se hurmat nahi hoti. Ayse amal karne se jis se hurmat-e-musaaharat thabit hoti us waqt hurmat thaabit hogi.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: