Khwaab

Q: Me ap se ye puchna chahti hun k mai aik larkay ko chahti hun wo bhi mujhy chahta hai lekin ab us ka nikah ho gya ha. Meri ab us se bat nai hoti. Last month nikah hua hai us ka aur mainy 3 ya 4 din rat ko khuwab mai kuch aisa daikha k us k nikah mai rukawat hai. Koi mujhy khuwab yad nai hai. Please mujhy is ka matlab bata dain mainy bas aisa daikha k us ka nikah nahi ho pa raha jab k real mai ho chuka hai.

bismillah.jpg

A: Is khaab ki taraf diyaan ne de. Ye Shaitaan ki taraf se he. 

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada