Wakaalat na qabool karne se, wakaalat mukammal nahi hoti

Q: Agr koi shaks kisi or shaks ko kisi be kam k liye wakeel banaye or bolay k falah shaks ko main falah kam k liye wakeel banata hoon. Matlab ikhtiar day kisi kam ka lekin jis shaks ko wakeel banata ha wo us waqt mojood na ho. Yani usy pata he na ho k usy wakeel banaya gaya ha. To kia is soorat main wakalat qaim hogi ya ni?

A: Jab tak wo aadmi qabool na kare, wakaalat mukammal nahi he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)