Published 6 days ago
Last updated 6 days ago
Q: Agr koi shaks apni sas milny jaey or uski sas usy galy lga k gaal py kiss kry jb k milny sy pehly shohar k nafs mn sakhti ho lekin shehwat na ho kia us sy hurmat e musarah sabit ho jati hy?
Shohar ki umr 28 saal or saal ki 60 saal ho jb k dono k dil mn koi ksi k liay koi shehwat na ho
A: Agar kisi bhi taraf shahwat mahsoos nahi howi, to hurmat e musaaharah saabit nahi he.
Lekin aainda is se sakt parhez kiya jaai kyuke agar aik taraf bhi shahwat paayee jaai, to hurmat e musaaharah saabit hogi aur aap ka nikaah apni biwi se toot jaaiga.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by:
Checked & Approved: