Deeni kitaab ka adab rakhna

Q: Ek sawal muje bahut time se pareshan kar raha he mere doubt ko clear kijye agar table par deeni kitab rakhi ho us par kuch rakh diya jaise shirt ho ya pan ya aur koi cheez ho to usko istemal kar sakte he? Kyuki deeni kitab ka ehteram karna jaruri agar beadabi ho jaye to kya kare?

A: Agar be-adabi ka khawf ho, to deeni kitaab ko doosri jage adab ke saat rake.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)