Published 6 days ago
Last updated 6 days ago
Q: Deeni kitab ka adab karna zaruri he agar uski bedabi ho jaye to kya kare? Masalan agar table par deeni kitab rakhi hui ho aur us par kuch kapda rakh diya jaise shirt ho pant ho ya aur koi cheez ho to kya kare? Jo bhi cheez rakh di ho uska istemal karna sahi hoga? Please mere doubt ko clear kijye me confuse hu.
A: Agar table ke eik taraf deeni kitaab adab ke saat raki jaawe aur table ke doosri taraf kuch kapre rake jaawe, to is se deeni kitaab ki be adabi nahi howee.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by:
Checked & Approved: