Published 11 years ago
Last updated 10 years ago
Q: Main aksar khwab mein janaze dekhta hun. Kal rat bhi maine 5 janaze dekhe aur ek janaze mein body dekhi jiska hat aur pair janaze ke bahar tha. Koi kah raha tha ke shaheed ka janaza hai. Meherbani farma kar is khwab ki tabeer batain.
A: Har ayk ku chahia ke apni maut ke tayyari kare. Ye khwaab bohot acha he. Aap ku apne maut par yaad dila raha he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: