Published 11 years ago
Last updated 11 years ago
Q: Mein nay khawab daikha k meri biwi ka paon aur mere bhai ka paon apas mein touch hain aur masal rahay hain mujhe mein daikhta aur phir mujhe ghusa charta hai lekin mujhay yeh bardasht nahi hua aur mein uth jata hon mein is khawab ko lay kr boht pareshan hon please app ki help ki zarorat hai akhir aisa khawab kyun aya mujhay?
A: Ghar main purdah ka ihtimaam kare na-mahram mardo aur aurato ke damiyaan.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: