Khwaab ki Ta'beer

Q: Me ne ek dream dehka hai ka ma masjid ma jata hoo aur dehkta hoo bouth log hotay hai namaz ka intazar ma aur phr dhekta hoo peer shiekh
zulifqar ahmad naqashbandi pheli saaf ma quran majid par rahay hai aur phr khuch log un ki kamar ko dabatay hai aur khuch haat ko.phr namaz kari hoti hai tu left ki taraf jata hoo ka pheli saaf ma namaz parhoo lakin nai milti tu dosri saaf ruk jata hoo. 

Ma waise peer zulifqar saab ka khalifa sa bait hoo. Do din se meri namaz chot bi rahi ti.

bismillah.jpg

A: Ye khwaab us ki taraf dalaalat karraha he ke aap ku chahia ke namaaz musjid me ba jamaat se parhne ka ziyaada ihtimaam karna chahia.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada