Published 11 years ago
Last updated 11 years ago
Q: Me ne ye khwaab subah azaan se kuch time pehlay dekha he ke me or 1 buzarg aadmi 1 kabar khod ray ha fir wo baba ge bholtay ha is qabar me mere baba ke anak ha jo unay ne is me rakhi thee aj wo nikalta ho aj fir wo anak means glasses un ko mil jati ha hum sab bht kush hotay ha un ke ankho me ansu aa jatay ha wo apni anak utar kar mujay da detay ha beta yah tum rak lo or jo un ko kabar me se milti ha wo dosray admi ko da detay ha. Please mufti sahib mujy is khwab ke tabeer btaye.
A: Khwaab ki ta'beer ye he ke aap ku chahia ke neak logo ki subat iktiyaar kare taa ke un logo ke samajh owr baseerat haasil hojae.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: