Q: Muje apne khwaab ki tabeer jane he jo mene fajar se kuch dair pehle dekha. Mere zindagi me jo insan he mere khalazaad bhai. Hum dono ki reshte ke baat kafi arse se chal rahe he. Hum dono b aik dosre ko buhat pasand karte he. Me khwab me ye dekhti ho ke un ke shadi ksi r se ho rahe he. Un ke rishta tai ho gya he. R wo jesa ke muje pasand karte he is shadi ke baad wo mere se b shadi ka erada rakhte he. Matlab muje apni dosri bivi banane ka. Is khwab ke baad me buhat fikkar mand ho gai ho. Is ki tabeer kia ho sakte he? Ya sirf aik khayal he. Jesa ke din me ese waswase r khayal mere zehan me ate rehte he. R me humesha Allah se dua go rehte ho ke hume pyar r itafaq ke sath mila de.
A: Aap ke lia apne khaala zaad bhai se baat karna jaaiz nahi he. Tumhara khaala zaad bhai aap se na mahram he. Shaadi ke muaamele me larki ku apne maa baap se mashwarah lena chahia. Akela us ku koi kaam nahi karna chahia.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: