Khwaab me selaab se muraad

Q: Mene suba 5 sy 7 tk dekha tha khuwab mein mukhtalif chezien. Paanch baje k waqt dekha bht ajeeb mitti ka rasta hy kacha pani ki nehrien thien mein car mein thi koi sath tha ya nhi yad nh esa lg rha tha sanghar ka rasta ho hm log 1990 sy 1992 sy sanghar mein reh chukey hen nehrien dekh k lg rha tha jsy selaab aya ho. Rasta nah mlta agey jane ka rasta nhi hota qk pani ajata hy phr hum gari turn kr k wapas kisi ghar mein lg rha hota hy jsy sanghar wala ho. Barishi mausam hota hy. Wapas ghar jane ka rasta dhundti hun. Phir dekhti hun pearl ka khubsorat earing yad nhi kharidti hun ya nhi. Phir dekha abaya pehna hota hy n scarf jsy umrah ko ja rai hun. Phir dekhti hun mre father k cousin n unki mrs hmre ghar atay hen mein n mre baba unko recieve kr k drawing hall mein bithatey hen ami so rai hoti hen mein unko kamrey mein ja k jagati hun mehman ae hen naam b btati hun wo sunnti nhi hen na uth k mlti hen mjh herat hoti hy. Enki tabir bta dien mehrbani kr ke.

bismillah.jpg

A: Selaab se muraad fithna. Ye fithna ka zamaana he. Insaan ku har waqt apne Deen ki hifaazat ki fikar honi chaahia. 

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada