Khwaab ki ta'beer

Q: Maine khwaab me train dekha. Hua yun Ki train station pr ruki aur jaldi khul gyi jissse hame bhaag Kr train pakarna para, mere saath ammi, abbu aur meri chota bhai hai aur maa ke goud me ek bachhi hai. Train p daur Kr Mai aur ammi charh gye baki sab station pr chhut gye. Bohat pareshni hue aur ticket mere pass bhi nhi tha. Aage kisi anjan station pr gari ruki to hum utargye.

bismillah.jpg

A: Khwaab ki ta'beer ye he ke aap ku chahia ke poore family ku ayk saat Deen par chalne ke lia kowshish kare. Sab ku Deen ki ghaari me laane ki kowshish kare. Ghar me rowzana fazaail-e-A'maal owr fazaail-e-Sadaqaat ki ta'leem shuroo kare. Issy tarah purdah ka ihtimaam kare na mahram mardo owr aurato ke darmiyaan. 

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada