Khwaab ki ta'beer

Q: Moluna sahib man ne khwab dekha aik admi gis ka bacha mera humumer aur married Han us ka sath meri mangni hoti ha. Mai bi married hon meri ammi khati Han ab tum Mugh sa muhbat nahien karti Lakin ma na ya rista mugboori ma Kia ha koi rista nahien mil raha tha phir khati Han tumhari bahan bi tumhari Sadi ka mamla ma interest nahie Latin Aik aur khwab apni chutia poori katti hoi dekhi aur man khati hoon ka meri chutia neighbour ka jado kiwagha sa katti ha uski bangi ko batati hoon Jo us aurat ka gar ma Naraz ho kar aie ha.

bismillah.jpg

A: Paanch waqt ke namaaz ke pa'd ye dua parhe: 

اللَّهُمَّ إِنِّى أَسْأَلُكَ الْعَافِيَةَ فِى الدُّنْيَا وَالآخِرَةِ اللَّهُمَّ إِنِّى أَسْأَلُكَ الْعَفْوَ وَالْعَافِيَةَ فِى دِينِى وَدُنْيَاىَ وَأَهْلِى وَمَالِى

Allah Ta'ala pareshaani door karengi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada