larka ku pasand nahi

Q: Meray parents nay meri baat paaki kr di hai jahan mai ni chahti. Mujhy un ka background nai pasand aur meraa nikah karna hai....wo kehtay hain k zuban di wi hai mainy bht mana kia plz help me.

A: Aap ku chahia ke aap apne khandaan ke kisi bare se baat kare owr un se kahe ke wo aap ke maa baap ku samjae ke aap waha par nikaah karna nahi chaahti.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)