Daai paaw ku khara karna namaaz me

Q: Agar koi aadmi tashhud (qa'da) mee apna daya paaw khara kar ke nahi beth sakta to us ke liye kya hukam he?

A: Wo us ku neeche rakhe. Ma'zoori ki wajah se us ki namaaz durust hogi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)