Published 9 years ago
Last updated 5 years ago
Q: Kya har farz namaaz ke baad dua mangna zaroori hota he, aur agar koi insaan jab qaza namaze parh raha he aur wo ayk sath 5, 6 parhe to kya har namaaz ke baad dua maangni ho gi ya akheer me ayk hi baar maang le?
A: 1. Fardh namaaz ke ba'd dua maangna Sunnat he.
2. Dono Jaaiz he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by:
Checked & Approved: