Khwaab ki ta'beer

Q: Mene khawab me dekha ke me kahi bahar khara hoo raat ka waqt hai meri nazar asman pe pari to mujhy pani ka aks nazar aya aur phir yka yak pani itna zor se aya k me pani k under chala gaya per foran pani k uper agay aur dekha ke koi doob raha tha pani me me forn usko bachaya. Please maherbni kar ke is khawab ko tabeer batae.

A: Allah Ta'ala aap ku qubool karenge logo ku nafa' owr faaida phonchaane me.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada