Khwaab ki ta'beer

Q: Meray ammi ney khwab mai dekha ki woh dargah ki siriya dhorahi hai toh iss khawab ka kya matlab hua? Aur unno ney yehi khawab 2-3 bar dekha.

A: Us ku chaahiye ke purdah ka ihtimaam kare tamaam na mahram logo ke saat aur Sunnat ke mutaabiq zindagi kuzaare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada