drown

How should a person who drowned or burnt to death be given ghusal?

Q:

1. If a person’s body was completely burnt, how should one carry out the ghusal?

2. Similarly, how should ghusal be carried out in cases where it is difficult to perform the ghusal (e.g. advanced stages of decomposition or a person drowned and his body was recovered after many days, due to which the flesh and skin are coming apart and disintegrating)?

Doop marna

Q: Mera dost age 19 years 25 July ko Doob kar foat ho gya. Aap se mera yeh question ke kia wo shaheed hai? Bohot hi achcha aur naik insan tha. Har koi aaj bhi uski tareef karta hai. Aap ke jawab ka muntazir.

Dowst apne saamne nahaate huwe doopna

Q: Hum teen dowsto ne 25 July ko programme banaya k aik party karain js k liye hm ne khane ki cheezen lin, aur hm 3no aik jaga peer kandh chakwal mn gae. Hum ne wahan khana khaya aur phr nahane pani mn chale gae. mera question yeh hai k mera aik dost nahate hue doob gya kiu k hmen pta ni tha k wahan panni gehra hai. pehle tou wo mujhe dikhai ni dia but aik dafa dikhai dia chand lamho k liye panni mn dooba hua but dobara dikhai ni diya. hm dono czn b thay aur bht ache gehre dost b. Mujhe terna nai ata tha mn ne madad k liye aik admi ko bulaya jis ko bulane mn mujhe 1-2 min lag gae. Ab ap mujhe yeh btaen k mere dil mn bht bojh hai k mn ne chalang kiu ni lagai. Mera wo dost ALLAH pak ko piyara hogya. kindly yeh bta dain k is mn meri galiti kia hai islam k point of view se? ap k jawab ka intezaar rahe ga.