Iddat ke khatam hone tak biwi ko khawind ke makaan me rehna
Q: Ek talaq dene ke baad biwi ko saat me iddat tak ek hi ghar pe rakhna chahiye na?
Q: Ek talaq dene ke baad biwi ko saat me iddat tak ek hi ghar pe rakhna chahiye na?
Q: Meri shaadi ko 10 mahine hogaye he... 5 mahine se me apne maa baap ke ghar hu. Mene khula ke liye kaha he aur wo log maan gaye mujhe talaq dene ke liye. Meri iddat kitni din ki hogi?
Me is doran ghar se nahi nikal sakti kiya? Me apni parhai continue kar rahi hu to jana zaruri aur sath hi job bhi karti hu. Mujhe iska hal bataye.
Q: Talaq ya khula ki iddat wo aurat kaise kare gi jo job sath kare? Us se iddat me kiya kiya cheezo ka khayal rakhna hoga? Aur job ke sath iddat hojaye gi?
Q: Meri behan ke husband fout hogaye he. Meri behan aur unke husband me naarazgi thi aur is wajah se wo 8 saal tak ek doosre se nahi mile. Husband ghar ko chor kar chala gaya tha magar 8 saal baad wo fout hogaya.
Kiya is surat me meri behan par iddat faraz he?
Q: Kya me apni waalida ko iddat ke doraan bank me account khulwaane ke liye le ja sakta hu qu ke abhu ki pension un ke naam par transfer ho gi. Us ke liye un ka account hona laazmi he.
Q: Kya me apni walida ko umrah per le ja sakta hu iddat ke doraan. Unki umar 68 saal he. Ya walida ke saath city ke bahar ja sakta hu?
Q: Ek aurat ka shohar Pakistan me fout ho gaya he. Un ki umer 75 saal the. Us ke bete Canada me he. Kiya wo un ke saath Canada ka safar ker sakti he iddat ke doraan me. Un ka ghar bhi Pakistan me keraye ka he. Un ke bete sab kuch windup ker ke une apne saath Canada lena chahte he.
Q: Mery khalo ka inteqal 1 muharram ko howa hy or khala iddat main bythi hoi hain. humain ye pata karna hy k khala ki iddat kab mukammal hori hy kyun k humain log confuse kar rahy hain k kuch khry hain k 8 january ko mukamml hori hy or kuch log khry hain k 12 january ko or kuch log khry hain k 18 january ko.
Q: Meri ammi ki iddat 4month 10din ke bad khtam ho jayegi aur iske bad mere cousin ki shadi hai to kya wo uski shadi me shamil ho sakti hain aur job kar skti hain? Kuch logon ne humse kaha k iddat ke 1sal bad hi karein kuch?
Q:
1. Agar koi ladki sari zindagi widow rah gyi to kya kya nhi krna chahiye?
Colourful dress
Mehndi ka use hand me ya hair me lagana
Makeup krna
Ye sab nhi krna chahiye kya hamesha white dress pahan na chahiye?
2. Mai nikah ki ring pahni hui hu iddat me ye bhi mana hai?
3. Mujhe sb logon ne kaha hai k tumhari rukhsati nhi huyi thi to iddat ki koi zarurat nhi.