urdu

Khwaab ki ta'beer

Q: Me khawab me aksar kisi bacche ko mare hue dekhti hu or unke parents ko rote hue or har bar koi nya bacche asa 3 bar ho chuka he me shadishuda hu kabhi dekhti hu meri shadi koi kra rha he fir se or ek bar apne husband ko dekha wo mujhe chorkar ja rhen hen me unhe rok rhi hu aksar asa hi kuch dekhti hu jisse preshan ho jati hu or thik se so nhi pati meharbani karke khawab ki tabeer or solution btayen

Na mahram larki ke saat baat karna owr ta'alluq rakhna

Q: Me ek ladki se bahot pyaar karta hu aur woh bhi mujh se karti hai aur aage hum dono ne shadi ka irada bhi kiya tha but uske ghar k maali halat thik na hone k wajah se use kahin aur kaam k liye jaana pada me is chiz se khush nahi tha but me maan gaya.aisa kareeb ek saal tak chala woh kuch din k chutti pe aati fir chali jaati mujhe hamesha aise khwaab aate k woh mujhse dhoor jaa rahi hai aur me sirf uska apni life me wait karta reh jaoga is khwaab ki mujhe tabeer jaanni hai.

Khwaab ke ba'd discharge nikla huwa dekhna

Q: Me aap se teen cheezen poochna chahti hun

1. Kai baar mujhe khwaab to dikhte he lekin wo jinsi nahi balke kashish waala hota he to kya ye bhi ihtilaam hi hoga?

2. Agar khwaab yaad nahi he lekin uthne par dekha ke har roz waala discharge he to kya ghusal waajib hoga?

3. Agar uthne par uljan ho ke kya khwaab dekha ya nahi aur kapron par discharge me uljan ho mazi aur discharge ke beech to ghusal karna hoga?

Sms owr whatsapp par talaaq dena

Q: Muje talaq kese dete h or kese hoti nhi malum tha or WhatsApp pe mere biwi baar baar talaq likho bol rhi thi mene talaq likha baar baar, bas majaq me or na mera koi irada tha or na me usko dena chahta tha talaq, muje nhi malum tha ki by SMS bhi talaq hoti h. Kya ase me talaq hogyi ya nhi aap batay aapki mehrbani hogi or hogi gyi h to kya karu abhi wo batay.

Deodorant isti'maal karna

Q:

1. Mere paseene (sweat) zyada aata hai. kya is ki badboo se bachne ke liye me (alcohol free deo) use kr skta hun?

2. Kya isse meri paaki ya namaz ya dusre aa'maal me karahat to nhi aayegi?

3. Kyunki uska asar kapde par bhi zahir hoga to kya kapda napaak ho jayega ya paak hi rahega?

Yoga

Q: Yoga practice karna kya haaram hai? Exercise karna kya haram hai? Yoga mai kuch physical exercise hote hai, kya wo karna haram hai? Exercise karte waqt breath ko inhale exhale karna yoga je rules hai, kya wo karna haram hai?