Sadaqah
Q: Bina paise ke sadaqa kaise ada karsakta hain?
Q: Bina paise ke sadaqa kaise ada karsakta hain?
Q: Nazar-e-bad ka ilaj paan ka patta, oil, dhaaga se jism ko napna awr wohi dhaaga chhota ho jina oil awr paanka patta sine pe mlna waghaira. Ye aml khilaf-e- aqeedh tau nahi?
Q:
1. Kia hum apny mobile ma quran pak download kar ke rah sakty hy?
2. Agr hamary kapry napak ho to quran pak parha ja sakta hy ke nahi?
Q: Mai khuwaab mai haryali aur samndar bht dekhti ho.
Q: Mene khuwaab mai dekha hai ke kisi ka accident hotewy. Please aap bataye.
Q: Mene khuwab mai dekha ek sofa hai aur Mai us pr baitiwi ho aur wo huwa mai urha hai aur kahi dur jakr utra.
Q: Mera sawaal yeh hai ki mere dost ne 6 mahine pahle apni biwi ko 3 talaaq de di thi phir ek maulana ne fatwa diya ki 3 talaaq 1 hui phir woh dono sath mein rahne lage ab usko ek sahab ne bataya ki yeh galat hai halala karna hoga to kya ab uski biwi ko halala nikah karne se pahle iddat guzarni hogi ya nahi?
Q: Wife kehti hai ki mera husband hum ku teen bar aur teen bar karke talaq de diya hai? Husband kahta hai ki hum sharab ke nashe me the hum ko kuch bhi yaad nahi. To kya talaq hua ya nhi?
Q: Mera sawal ye he ki maine nikah ki bina ghr pr bataye or jb ghr valo ko batay to voh log talaq ke liye kehne lage or bhot dabav dalne lage mjh pr bhi or mere shohar pr bhi tb mere shohar ne mere abbu se kaha bs talaq talaq talaq bol diya hoo jati h kya talaq or ye maine nhi suni toh kya meri talaq hoo gai h unka koi irada nhi tha talaq dene ka.
Q: Maine ye dekha ki mere ghar ke pass masjid hi uske chabutre par dola rakha hua hi or uske samne mere walid khade hue hain.