Ihtilaam
Q: Apne ek jawaab mein kaha tha ki agar khawaab yaad na ho aur wetness mani na ho balki mazi ya simple discharge ho toh ghusl wwajib nhi hoga , mai ye poochna chati hun ki agar khwaab ke kuch hisse yaad hain aur unme kuch bhi erotic nhi hai toh bhi ghusl karna hoga?