urdu

Azaad ka lafz istimaal karne se talaaq

Q: Mere shauhar ne mujhe kaha ke jaa main tujhe azaadi deta ho tu dusri shaadi karle. Tu apni maa ke ghr chali jaa. Jaa main tujhe azaadi deta ho. Kya yeh jumle se talak hojaati hai aur kya isme niyat dekhi jaati hai aur agr talak hogy hai tu nikah dubara kis tarah hoga halala karna hoga ya phir aese hi nakah hojaati hai. Please zara gaur se bataye aur jaldi.

Talaaq ku muallaq karna

Q: Mai bohot ziyada parshan ho. Mery husbnd na muja bhai sa bat karny sa mana kiya ta owr kaha ta ke agar cntct kiya to meri taraf sa talak hai bht bar kaha aisa laiken bht gusa mai ta wo bht gusa mai bht bar kaha r mery husbnd mulk sa bahir hoty hai. Is sa pahla b wo muja talak dy chuka hai aik bar per rujo kiya. Ab ya 2nd bar mai na bas serf itna bhai sa kaha k muj sa cntct na kary mera husbnd na muja qasam de hai plz. Ab mai kya karo. Bohot ziyada parshan ho.

Qasam ke baare me shak

Q: Maine quran par haat rakh kar kasam khaya ki maine ek insan ko phele gali nhi diya us insan ne mjhe phele gali diya lekin mere dil mai ek shak hai ki kahi maine hi to phele gali nhi diya hoga mai bht pareshan hu ab mjhe kya krna chahiye?

Khwaab ki ta'beer

Q: Muje koi kaam pesh aagaya tha. Mene us ke liye istikhara kia is niyyat se ke kia wo kam mere naseeb me hy aur agar wo hy to kia me us ke liye duaen karun. Me khwab me dekhti hun ke mere nanyal mere abbu aye huey hyn aur mere ghra me emhman bacchy bohot hyn aur sath me ye bhi dekha ke hmare nanyal me dawat hy chawal aur gosht bante ja rahe the. Barah e karam meri is khwab ke lie islah kar dijiye ke kia me is ke lie dua karun. Agar us me kher he.

Iddat

Q: Mere abbo 22 Nov 2015 ko intiqal ker gai the. Janaza bhi usi din huwa. Islami date yad nahi. Meri ammi jan ki iddat kis date (English or Islamic) ku puri ho gi?