Suraj nikalne, dubne aur zawal ka waqt namaaz parhna
Q: Suraj nikalne aur dubne aur zawal k time namaz mana hain, kiya Quran ya Hadis se sabit hain hadis no mujhe janna hain.
Q: Suraj nikalne aur dubne aur zawal k time namaz mana hain, kiya Quran ya Hadis se sabit hain hadis no mujhe janna hain.
Q: Kya ek musalman ke liye shaadi karna farz hai?
Q: Mashroot (Conditional) Talaq ke lye zuban se shart ke alfaz bolna zarori hain ya dil he dil me socnhay se b conditional talaq ho jati hai?
Q: Agar me zohar ki namaaz me wudhu karta hu or wo tutta nahi he to kya doosre waqt ki namaaz par sakta hu?
Q: Kya haiz ke doran apni biwe ki sharm gah or dubur chhod ke apna azukhas biwe ke pistaaan me dala ja sakta h or or mani kharij ki ja sakti h biwe ke muh ko chhod ke jism pe mani kharij kar sakte h.
Q: Agar koe Islamic bahan shadi k bad apne shauhar k bare bhai yani apne bhaisur ka jhutha khana ya koe b khane ki cheez kha li to ye uska khana Islamic tariqe se kaisa hai?
Q: Agar mera roza he aur ghalti se bhool ke me paani piyaa ya ghalati se saalan ko chaka to kya mera roza toot gaya ya nahi ghalti se agar huwa bhool ke jaan ke aysa koi iraada nahi tha ghalti se mene paani piya to kya mera roza tootgaya?
Q: Agar ghusal karne se pehle nakoon me se khoon nikle aur khoon saaf karna bhool gaye aur wo khoon thora sa baha tha aur phir ghusal ke liye chale gaye me ghusal lene se pehle shampoo aur saboon se pehle saaf karti hoon to mujhe yaad nahi ke me ne apne qadmo ke nakoon par saboon istimaal kya hai ya nahi aur ghusal karne ke baad mujhe yaad aaya ke mera ayk nakhoon se khoon behraha tha. Phir jab me ne jaanch ki nakoon ke oopar koi khoon nahi tha lekin nakoon ke neeche khoon jama huwa tha aur phir jaanch ki mujhe samajh me nahi aaraha he ke nakhoon ke baahar bhi kuch hai ya nahi jisse ghusal ka paani nahi pohocha ho kya mujhe ghusal duhraana chaahiye? Me har baar phen taalees minute ghusal lerarahi hoon aur maine jo namaaz parhi kya usko duhraana chaahiye?
Q: Kisi ne mujh se pucha k kia ap ki shadi ho gai hy, mai ne kaha nai. To kia es se mere nikah par to koi faraq nahi paray ga jab k mai shadi shuda hoon.
Q:
1. Ayk shaks ne haath se mani nikaali he to wo apne jism ko paak keyse karega ghusal wajib he?
2. Banda napaaki ki haalat me ghoomta pirta he haat dhota he ne khaana khata he to kya hath dhone se jo qatre girte he ne towel se saaf karega wo toweliya napaak hojaega ne jaha jaha qatre girenge wo jaga? Khana khasakte he napaki ki halat me?