Khwaab me darbaar ke paas jaana
Q: Mera sawal yah hay ke main nay Wednesday ki raat koi 3 bajay k bad aik khawab daykha k main aik darbar par gaya hoon k mujhay andar mazar tak janay k muka mill jata hay or meray hath main oil hay charaghoon main dalnay k liya k wahan meri mulakat aik malang say banday say hoti hay jo meray hath say oil pakar k rakh layta hay or mujhay kahta hay k kal ana or who itna kah k malang chala jata hay or phr main mazar pay hazri day k or bosa kar k aa jata hon k meri ankh kul jati hay. Please mujhay is ki tabeer batain.