Daarhi ke ek muti se ziyaada baal kaatna
Q: Darhi muthi se barhne k bad istra, blade, scissor, wagera se darhi ko sanwarna jaiz hai ya nahi or darhi ko rang colour mahandi lagana jaiz hai?
Q: Darhi muthi se barhne k bad istra, blade, scissor, wagera se darhi ko sanwarna jaiz hai ya nahi or darhi ko rang colour mahandi lagana jaiz hai?
Q: Mujhey Carmine e120 k baaray main pata karna hai...yeh ek qism ka insect hai jisay boiled karkay us main say colour nikaala jaata hai jo stationary items main use hota hai. Jiskay baaray main neecahy likha hai.
E120 is a red food coloring which is derived from insects. This ingredient can be found in a lot of food. Recently, they've started using E120 in the gelatin-free Skittles produced in the UK, which has caused most Muslims up there to stop consuming them. E120 is most common term for this substance used in ingredient labels, however they may also list it as carmine (dye) or cochineal.
Q:
1. Hazrat mere dimaag mei hamesha faltu khayalat chalte rahte hai. Mai koshish karta hu kisi ek kaam mei dil lagau per nahi hota. Koi dua bataye.
2. Gaali dene ka azaab kya hai.
Q: Mere deedi Ar Rahman parhke kaala doori diye. Bole ke humesha gale me dalo. Mai Ar Rahmaan parhe soo kaala doori pehenti hu. Log kehte hi k kaala doori me kya hai Allah pe yeqeen karo, namaz parho. Kya yeh sach hi? Can we wear black thread which has Ar Rahman?
س: ناخنوں پر عرق لگایا جا سکتا ہے ؟ اسے شاید عرق والی مہندی بھی کہتے ہیں ؟ اس سے وضو اور غسل ہو جاتا ہے ؟
س: کیا چونچ والے چوہے کو مارنا جائز ہے یا نہیں . جس کی چہوٹی آنکہیں ہوتی ہیں منہ لنبا چونچ کی طرح ہوتا ہے اسکو مارنے کا کیا حکم ہے
Q: Mera ek channel hai youtub me. mai us channel me tech se related video banata hu thori funny style me. matlab mai hasata hu thora sabhi ko aur mai khud camera me ata hu. To mai camera me ata hu to koi galati to nahi karta hu na?
Q: Kia husband apni wife ka doodh pee sakta hay first baby hone se pehle? I mean abhi wife ko 6 month he. Breast se jo pani ata he kya wo mun me jana jaiz he?
Q: Kya ham namaz ke bad jo surah pad te hai kya who kitab main dekh ko pad sakte hai kya?
Q: Kya galat cheeze sochne se bhi gunaah hota hai, agar hum wo nahi kar rahe hai?