Mutafarriqaat

Jannat me jaane ki koshish karna

Q: Mera question nikaah ke baray ma ha. Agr koi larki kisi ko pasand krti ho lakn us larky ki death ho jaye un ka nikah na howa ho abi lakn larki fr b usy he pasand krti ho owr Allah se dua kry k wo us ka nikah jannat ma us larky sy krwa dain to kya ye dua krna jaiz ha? Kya Allah jannat ma us ki ye dua qabool krain gy us ki mrzi sy nikah krwa dain gy agr duniya ma wo Allah ki raza r apny parents ki khushi k liye kse r sy nikah kr b ly apny nafs py control kr k sabar kr k to kya Allah usy jannat ma hmesha ki life ma us ka nikah us sy krwa dain gy jisy wo pasand krti ha?

Oral sex

Q: Mai boht pareshan hon q kai meri biwi nai mujhay apni sharmgah chomnay par majboor kiya or uski is bat par mai bhi razi ho gaya lek in abb mai pareshane hon kai is ki waja se koi bat ho to batain. Jsa kai aksar mainay ye padha hai kai us kam mai koi gunah nahi jis mai husband or wife ki marzi shaamil ho

Gaane ke ghalat alfaaz

Q: Mai ne kuch ganay sunay thay aur gaye bhe thy. Meharbani farma ker batain kia aisay gana ganay se insan kafir ho jata hai.

1. Haseeno ko atay hain kia kia bahanay KHUDA bhe na janay to hum kaisay janai.

2. Sub dhokay hain taqdeeron k. Mai ne hanafi mufti sb se pucha tha unhon ne kaha k kufar ko dohrana kufar nahi hota es se insan kafir nahi hota. Mera dusra sawal ye hai k agar koi admi kisi dusray admi se puchay k ap ki shadi hoi thi to wo shadi shuda admi jawab de k nahi hoi to kia rishtay per koi faraq paray ga.