Halalah be ghayr jimaa
Q: AGR halalah krny waly mrd ko ourat mnah na kry or wo apni mrzi sy mubashrat na kry or talaq day dy to halala ho gia ab idat ky bad pehly shohr sy nikah ho sakta hy
Q: AGR halalah krny waly mrd ko ourat mnah na kry or wo apni mrzi sy mubashrat na kry or talaq day dy to halala ho gia ab idat ky bad pehly shohr sy nikah ho sakta hy
Q: Ek aadmi sharab pikar ghar aata he aur apni biwi se jhagda karta he aur fir apni biwi ko kai martaba talaq talaq talaq keh deta he. kya wo biwi ab us shakhs per haram ho gyi ya nahi.
Q: Talaq ki sharah taleem yafta larkion main zyada q hai?
Q: Agar shohar kisi se biwi ke baray mai kahay k mai ne apni biwi ko market mai choorr dia hai yani market mai drop ker dia hy. aur phir us k dil mai khial aye k chorr dena kehnay se to talaq ho jati hai. es ka kia hukam ho ga. kia aisa khial anay se bhe nikah per koi faraq paray ga
Q: Agar koi mard apni bv ko shadi k bad talak dta hai.. or talak hojati hai.. lekin wo apne khandan ki wjha se rujo krleta hai biwi se.. or os k bad un k do bachae hojatae hai.. mjhy yh batyega talaq k bad bachae na jaiz hue?
Q:
1. Agar shohar wife se kahay k "main ne tumhen nahi rakhnaa" tu kia es mai talaq waqay honay k liye niyyat ko dekha jai ga ya es se kuch bhe nahi ho ga.
2. Agar biwi kahay k mujhe talaq do aur shohar agay se kahay "theek hai" to kia hukam ho ga.
Q: Agar shohar court k zarye se talaq bhjwata hai. bv ko papers bhjwa deta ha sign kr k or bv inkar krdeti ha sign krne se kia talak hogyi? shohar k sign se yaa nai
Q: Aik din mai apni wife ko zihaar k baray me bata raha tha k "agar shohar biwi se kahay k tumhari back meri maan(mother) ki back ki misal hai to zihar ho jata hai". puchna ye chahta hoon k mera ye jumla kehnay se to zihaar ni ho jai ga.
Q: Ager koi shakhs apni bahu se zina kre to kia us admi k bete ka nikah us aurat se nikah toot jayega?
Q: Kya shohar k yh kehny sy k tum talaq lo aur apni maa k ghr chali jao kehny sy talaq hojati hai?