Halaala
Q: Mera sawaal yeh hai ke mere dost ne apni biwi ko teen talaaq de di hai. Ab woh dono fir se sath rahna chahte hai to kya halaala karna hoga? Halaala nikah ka sahih tareeqa bata de.
Q: Mera sawaal yeh hai ke mere dost ne apni biwi ko teen talaaq de di hai. Ab woh dono fir se sath rahna chahte hai to kya halaala karna hoga? Halaala nikah ka sahih tareeqa bata de.
Q: Mera sawal yeh hai ki agar koi shaks alni biwi ko talaaq de de ahr halala nikah k baad agar uska sauhar humbistari k liye hotel mein jaaye aur uske pass paise na ho to pahla sauhar agar hotel ka bill pay kar de to koi buri baat hai aur humbistari k baad woh talaaq de de aur uske pass apne watan jaane ko paise na ho to pahla sauhar yeh kahkar paise de ki yeh hum tumhe udhaar de rahe hai to kya sahi hoga yeh halala fees jo log kghte hai usme to shumaar nhi hoga?
Q: Mera masla ye he me kasam khai or kaha ke mene kasam torhi tu tum mujhpar haraam so kasam tot gai mujhse. Mere bivi ke do menses period guzarchuke hn tu kia is par talaake bain hogai he or agar nahi tu. Please complete jawab mujhe send karden.
Q: Mera sawal yeh hai ki sauhar ne apni biwi se kaha ki chal mere ghar se nikal to kya talaaq ho jayegi agar hogi to yeh kaun si talaaq hogi aur agar talaaq ho gayi hai to nikaah mein laane ka kya tareeqa hoga?
Q: Mera nikah howa he abhi rukhsati nai hoi ar mein ne 1 talaq di gussay mein aa kar ab is bare mein kia hukam he?
Q: Mene apni biwi ko watsup per teen martaba "Talaak" likh k bhej diya. To kya hamara "Talaak" Waqai ho gaya? Aapsi talukaat kharab hone ki wajah se hum do saal se ek dusre se alag rehte hai. Hamare bich koi rishta nahi hai pichle 2 saal se. Jawab ka talabgaar.
Q: Agar koi banda apni wife ko 1 divorce de to us ke rajoo ke bare mein kia hukam he?
Q: Kia fiqh hanfi main ayk waqt main teen talaqain ho jati hain?
Q: Hazrat mera sawal yeh hai ki mere dost ne apni biwi ko do saal pahle teen talaaq de di thi. Tab ek maulana ne kaha ki teen talaaq ayk hi hui aur woh dono sauhar biwi ki tarah rahne lage abhi ayk mahine pahle uske ghar ayk alim sahab aye aur kaha ki yeh galat hai bagair halala nikah ek sath nhi rah sakte magar ab iddat ki zarurat nhi kyuki do saal pahle talaaq do gayi thi ab tak jo sath rahe woh haraam hai tab mere dost ne apne bhai k sath turant nikah karwa diya aur humbistari k baad usne talaaq de di ab woh iddat poori kar rahi hai kya ab woh iddat k baad pahle sauhar k saath nijah kar sakti hai.
Q: Agar kisi larki ka nikah hogya ho, aur rukshati nahi hui ho or dono ke darmiyan talaaq qaaim na hua ho aur larke ne phone call par teen baar talaaq dedi ho balke teen baar do dafa total six dafa boldia ho. To os larki ki talaaq hojaegi? Aur iski iddat hogi ya nahi?