Khwaab ki ta'beer
Q: Ma khawab dekhta hoon k samundar k pass aik jazeera pay hoon jb wahan say nikalnay lagta hoon tu kuch arabi admi aha jatay hain aur muja
kehtay hain k yahan shadi ka function karna chahtay hain ma aun ko dosaray jazeeray ka kehta hoon jo k es jazeeray say 50 feet door ha aur wahan aik
mehal bana howa ha , etnay ma aun arabi admiyon k pechay say aik janaza ata ha jo k bohat halka ha aur janaza k sath molvee saheb hain woh muja awaz detay hain aur khud meray pass aha k muja arabi style ma miltay hain jasa k arabi loog naak mila k aik dosaray ko miltay hain.