Biwi ki nafarmani keliye kiya karna chaahiye?
Q: Meri biwi mujh se aur meri ma se zubaan larati he aur mujhe bohot sari galat baate kehti he aur meri nafarmani bhi karti he. Mujhe kiya karna chahiye?
Q: Meri biwi mujh se aur meri ma se zubaan larati he aur mujhe bohot sari galat baate kehti he aur meri nafarmani bhi karti he. Mujhe kiya karna chahiye?
Q: Me sakht museebat aur pareshani me hu. Musht zani ki wajah se meri sihhat pe bohot bura asar pel raha he. Haath par kanpte he jhatky lagte he dimagh intihai kamzori hogaya he. Kuch hai hi nahi zindagi me many ko dil chahta he. Please mujhy bacha le.
Q: Miya jhagra kare to biwi kiya kare galiyaa de to kiya kare? Itna galat karne ke bawujood bhi shohar ke agay jhuk kar rahe? Biwi koi apne haq me bolne ki ijazat nahi he? Maa baap ko shohr ke liye chor de? Jab ke shohar ko biwi ke maa baap pasand na ho. Or kiya beti ki koi huqooq nahi hote maa baap ke liye? Ya maa baap ki khidmat karna sirf bete ka haq he?
Q: I am very much tensed. Na mera namaz ma dil lagta he na kisi dunyia ke kamo me na mera koi rishta aata he, ghar sara hamara acha chlate chalte disturb ho gaya he. Ajaeb perishani he aise lagta ha Allah naraz he.
Q: Agar walid zani ho to aulad ke liye is bare me kiya hukam aur naseehat he?
Q: Agar kisi ne aap ke saath bura kiya ho to zaahiri baat he dil bad dua karta he to kis tarah ki bad dua kateh rehmi ki dua hoti hai
Q: Me aap se poochna chahti hu ke meri derani he woh meri bohot achi si dost he behen ki tarah but mujhe recently pata laga ke woh meri gheebat kerti rehti he aur jhoot bolti he mere baare me. Jab ghar walo ko pata laga toh unho ne mujhe kaha ke jawab do but me ne kaha ke me iske baare me koi baat ni ker sakti me apni derani ki parda poshi kerugi. Toh aap bataye me kiya keru, sabr se kaam lu? Woh abhi bhi gheebat kerti rehti he toh kiya keru me ab jab ke me ne iski parda poshi ki bharum rakha?
Q: Me hamesha koshish karta hu niyyat saaf ho kisi ka haq na khaun kisi ko dhoka na doun aur na diya he aur kabhi yeh weham o guman me ni aya ke aisa karna ha lekin masla yeh he ke hamesha mera paisa kha lia jata he dhoka milta he haq kha jate he log aur bohot sara paisa kha bhi gayi he. Aisa kyu hota he? Aakhir kiya kami ha kiya karna chahiye mujhe.
Q: Aap se arz karna tha ke mujhe kaafi maheene se ajeeb kayfiyyat ka shikaar hu. Internally pata nahi kya hogaya he. Beycheni rehti he. Har waqt kisi kaam me dil nahi lagta zehni sukoon aur internal satisfaction nahi hai kisi qisam ka faisla kertay waqt ajeeb zehnai koft aur preeshani ka shikar rehta hun. Samaj nahi aata jo kaam socha he wo karun ya na karu raaton ko neend bhi nahi aati. Dil mutmain nahi hota kya hogaya he? Baaz awqaat dil kerta he zoor zoor say ro. Meri waalidah bhi nahi he jin se bol kar dil hulka kar sakun. Mujhey koi dili aur zehni sukoon ka wazifa bata de aur is ke liye bhi ke mujhey faisala karne ki taaqat bhi ajaaye?
Q: Agar me kisi masle se guzar rahi hu or wo baat me agar apni kisi dost ko bata do take mera dil halka hojaye to kiya wo theek hai? Aur mera masla agar family ki wajah se ho aur me apni dost ko bata du to kiya wo theek he ya nahi kyun ke me ne suna he ke wafa dar aurat wo he jo apne ghar ke aib kisi ko na bataye lekin insan par apna dil halka karne ke liye kiya kare?